Jo Meri Ankhon Se Khawab Dekho


Jo Meri Ankhon Se Khawab Dekho
To Ek Bhi Shab Na So Sako Ge
Ke Laakh Chaho Na Hans Sako Ge
Hazar Chaho Na Ro Sako Ge
Ke Khawab Kia Hain Azaab Hain Yeh
Mere Dukhon Ki Kitaab Hain Yeh
Rafaqaten Un Ki Choot-Ti Hain
Mohabbaten Un Ki Rooth-Ti Hain
Panapti Hain Un Main Wehshaten Si
Aziyaten Un Main Phoot-Ti Hain
Inhi Ke Sar Se Khizaan Hain Jazbay
Inhi Se Shaakhen Se Toot-Ti Hain
Ghamon Ki Bandish Main Khawab Mere
Dukhon Ki Barish Main Khawab Mere
Ubal Raha Hai Dukhon Ka Laawa
Zameen Aatish Hain Khawab Mere
Khayal Saaray Jhulas Gaye Hain
Sulagti Khawahish Hain Khawab Mere
Ukharti Saansen Hain Zindagi Ki
Lahu Ki Saazish Hain Khawab Mere
Jo Meri Ankhon Se Khawab Dekho
To Ik Shab Bhi Na So Sako Ge.

Chahay Tu Kam Main La, Chahay Nikama Kar Day


Chahay Tu Kam Main La, Chahay Nikama Kar Day
Main Tera Hoon, Teri Marzi Mujhay Jaysa Karday
Main Tera Bemar Hoon Azloon Say, Na Mar Jawoon Kahieen
Ek Nazar Dekh Lay Mujh Koo Mujhay Acha Kar Day
Mujh Say Bas Itni He Khuwahish Meray Maleek Ke Hay
Es K Dil Ko Main Lubha Don Mujhay Aysa Karday
Jo Tera Ho Ga Zamanay Say Wo Kat Jaye Ga
Tu To Jis Shaks Ko Chahyee Tanha Kar Day
Ayesa Noor Ayee K Dunia Mera Chehra Dekhay
Tu Jo Perlkoon Ka Meray Chehray Pay Saya Kar Day
Wo Khuda Tujh Say Faqeeroon Ke Tu Sun Layta Hay
Us Say Kehna K Mujhay Ishq Main Ruswa Karday
Mujh Ko Deta Hay Wo Ezat, Yeh Karam Hay Uska
Teray Bas Main Ho Agar Tu Mujhay Ruswa Karday.

Abhi tu ishq mein aisa bhi haal hona hai


Abhi tu ishq mein aisa bhi haal hona hai
K ashk rokna tum sa mahaal hona haai
Har aik lab per hain mere wafaa k afsanay
Teray sitam ko abhi la-zawaal honaa hai
Tumhein khabar hi nahin,tum to lot jao ge
Tuhare hijar mein aik lamha saal hona hai
Humari rooh pe jab bhi azaab utrein ge
Tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hai
Kabhi to roye ga wo bhi kisi ki bahon mein
Kabhi to uski hansi ko zawaal hona hai
Mile gi hamko bhi apne naseeb ki khushiyan
Bas intazar hai kab ye kamal hona hai
Har ek shakhs chalay ga humari raahon par
Muhabaton mein humain wo misaal hona hai
Zamana jiske kham-o-paich mein ulajh jaye
Humari zaat ko aisa sawal hon hai
Yaqeen hai mujh ko k wo lot aaye ga
Usay bhi apne kiye ka malaal hona hai.

Jane Kis Cheez Ki Wo Mujhko Saza Deta Hay


Jane Kis Cheez Ki Wo Mujhko Saza Deta Hay
Meri Hansti Huyi Aankhon Ko Rula Deta Hay
Kis Tarah Baat Likhun Dil Ki Usse, Wo Aksar
Doston Ko Mere Khat Padh Ke Suna Deta Hay
Saamne Rakh Ke Nigaahon Ke Wo Tasveer Meri
Apne Kamre Ke Charaaghon Ko Bhuja Deta Hay
Muddaton Se To Khabar Bhi Nahi Bheji Usne
Uski Aadat Hai Wo Apno Ko Bhula Deta Hay.

Mujhe Teri Mohabbat Mein Kho Jaane Do


Mujhe Teri Mohabbat Mein Kho Jaane Do
Har Lamha Mar Ke Aaj Phir Jee Jaane Do
Isse Mahobbat Ne Dil Ko Aaj Phir Dhadkaya Hai
Mujhe Ishq Ki Baaho Mein So Jaane Do
Tadap Ki Aag Hai Judaai Ki Baahon Mein
Mujhe Aaj Iss Mohabbat Se Mil Jaane Do
Meri Saans Chalti Hai Tere Naam Ki Aahat Pe
Mujh Benaam Ko Iss Naam Mein Kho Jaane Do
Kasam Tujhe Chalne Wali Hawaon Ki Mehboob
Mujhe Iss Mohabbat Ki Aag Mein Jal Jaane Do.

Qarar E Jan Bhe Tumhi,


Qarar E Jan Bhe Tumhi, Iztarab E Jan Bhe Tumhe
Mera Yaqen Bhe Tumhe Ho, Mera Guman Bhe Tumhi

Tumhari Jaan Hy Nikhat , Tumhara Jism Bahaar
Meri Ghzal Bhi , Meri Dastan Bhe Tumhe

Ye Kya Tilsam Hy, Darya Main Ban K Aks E Qamar
Rukay Howay Bhi Tumhe Ho, Rawan DawaN Bhe Tumhe

KHUDA Ka Shukar , Mera Rasta Moaen Hy
K Karwan But Tumhi, Meer E Karwan Bhe Tumhe

Tumhi Ho Jis Say Mile Mujh Ko Shaan E Istagna
K Mera Ghum Bhe Tumhi , Ghum K Raaz Dan Bhe Tumhe

Nehan Ho Zahan Main Wajd In Ka Dhowan Ban Kar
Ufaq Pay Manzil E Idraak Ka Nishan Bhe Tumhe

Tamaam Husn E Amal Hon , Tamam Husn E Byan
K Mera Dil Bhi Tumhe Ho, Meri Zuban Bhe Tumhe.

Manzil Thi Saamne, Pichhe Thi Sada Uski,


Manzil Thi Saamne, Pichhe Thi Sada Uski
Rukta To Safar Jaata, Chalta To Bichhar Jaata
Vaada To Kiya Hota Xuwaabo~ Me Hi Milne Ka
Diidaar Ki Hasrat Mein Mein Khuwaab Nagar Jaata
Unko Meri Chaahat Ka Ehsaas Nahi Warna
Mae~ Unki Mohabbat Me~ Had Se Bhi Guzar Jaata
Hota Jo Mayas'sar Tera Aaghosh-E-Mohabbat
Yuu~ Pyaar Se Sar Rakhh Kar Mae~ Chaen Se Mar Jata
Ab Tum Hi Kaho Saahil Ham Log Kahaan Jain
Wo Saath Agar Hote, Mein Laut Ke Ghar Jaata.

Hai dil-e-nakaam-e-aashiq mein tumhari yaad bhi


Hai dil-e-nakaam-e-aashiq mein tumhari yaad bhi
Ye bhi kya ghar hai, barbaad bhi, aabaad bhi

Dil ke mitne ka mujhe kuchh aur aisa gham nahin,
Haan magar itna, ke hai is mein tumhari yaad bhi

Kis ko ye samjhaaiye nairang-e-kaar-e-aashiqui
Tham gaye ashk-e-musalsal, ruk hai fariyaad bhi

Seeney mein dard-e-muhabbat raaz ban kar rah gaya
Ab wo haalat hai ke kar sakte nahin faryaad bhi

Phaad daloonga gareeban, phor daloonga apna sar
Hai mere aafatkade mein kais bhi farhaad bhi

Kuchh to ‘Asghar’ mujh mein hai, qaayam hai jis se zindagi
Jaan bhi kahte hain is ko aur unki yaad bhi.

Urdu Poetry,


Socha nahi acha Bura, Dekha Suna kuch b nahi
Manga Khuda se raat-din, Tere siwa Kuch b nahi

Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe

Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi


Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi

Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak
Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch b nahi

Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga
Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch b nahi.

Urdu Poetry,


Us Bewafa se kehna ik yaar tha Tumhara
Tum Zindagi thay uski wo pyar tha Tmhara

kehte the Tum Mujhe ye main Jaan hn Tumhari
Tum Chandni ho meri Main Chand hn Tumhara

Hum sath hi Jeeyen ge. Hum sath hi Marain ge
Tujhe yaad bhi hai Humdam Wada tha ye Tumhara

Tum chor gaye Mujh ko. Dharkan me Tum basay ho
Ye Dil dharakta hai to leta hai naam Tumhara.

Urdu Poetry,


Bas ik shab kay liy wasal-e-yaar main rehna
Phir uskay baad reh-e-intizaar main rehna

Kabhi sukon kabhi khalafshaar main rehna
Humein azeez teray ikhtiyaar main rehna

Woh bay iraada teri khushbouon ko choo lena
Phir ik ajeeb se kaif-o-khumaar main rehna

Woh ik pal kay liye arzoo mohabbat ki
Phir ik umar safar kay ghubaar main rehna

Meri dua ko kahiin raasta nahin milta
Jahaan bhi rehna isi intishaar main rehna.

Alamgir Khan, Alamgir Khan Poetry,


Shikwa to bahut hai magar shikayat nahi kar sakte Alamgir
Mere hotho ko izajat nahi hai tere khilaf bolne ki.

Alamgir Khan, Alamagir Khan Poetry, Alamgeer Urdu Peotry, Urud Poetry By Alamgir Khan, Alamgir Images,


Hoon Tabiyat Se Main Majboor Alamgir
Warna Tujhe Yaad Karna Savaab Thoorri Hay.

Q Usko Bar Bar Apna Banane ki Galti Karte Ho Alamgir, Alamgir Khan, Alamgir Khan Poetry,

 
Q Usko Bar Bar Apna Banane ki Galti Karte Ho Alamgir
Jisne Teri Wafaon Ko Na Samjha Who TUJHE Kya Samjhegi.

Raat Ki Tanhayi Mein Un Aahaton Ki Kashmakash

Raat Ki Tanhayi Mein Un Aahaton Ki Kashmakash
Kaisi Ajeeb Hoti Hai In Karwaton Ki Kashmakash

Har AnjuMan Adhura Hai, Har Mehfil Akeli Hai
Deedar Ko Tarasti, In Chaukhaton Ki Kashmakash

Na Thikana Hai Koi Bhi Zinda Lashon Ke Liye
Yehi Hai Sisakte Sunkate Marghaton Ki Kashmakash

Kayi Gehre Sawalon Ka Karwan Ho Jaise Koi
Yun Meri Peshani Pe Salwaton Ki Kashmakash

Haadse To Sabhi Ne Dekhe Honge Sadkon Par
Janta Hai Koi Kya, JaM Ghaton Ki Kashmakash.

Tumhare Shaher Ka Mausam Barha Suhana Lage

Tumhare Shaher Ka Mausam Barha Suhana Lage
Main Eik Shaam Chura Loon Agar Bura Na Lage
Tumhare Bas Mein Agar Ho To Bhul Jao Mujye
Tumhe Bhulane Mein Shayad Mujye Zamana Lage
Humare Pyaar Se Jalne Laggi Hai Eik Duniya
Duwa Karro Kissi Dushman Ki Bad Duwa Na Lage
Jo Dub Na Hai To Itne Sakoon Se Dubbo
Ke Ass Paas Ki Lehroon Ko Bhi Pata Na Lage
Kuch Is Aadha Se Mere Saath Bewafai Kar
Ke Tere Baad Mujye Koi Bewafa Na Lage.

Mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha


Mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha
Ke meri zindagi ho tum, tumhain hi sochta hon main
Buhat masrof rehta hon, buhat say kaam hain mujh ko
Magar tum say nahin ghafil,tumhain hi sochta hon main
Buhat say log miltay thay, magar jab say tumhain dekha
Na janay kya hua mujh ko, tumhain hi soochta hoon main
Mujhay auroon say kya lena, mera logoon say kya rishta
Meri dunya ho tum hi tum, tumhain hi soochta hoon main
Nigahoon main basi ho tum, khayaloon main samai ho
Sukoon-e-dil ho tum mera, tumhian hi soochta hoon main
Buhat mushkil hai ye jeena, tumharay bin mera rehna
Kay meri saans main ho tum, tumhain hi sochta hon main
Kabhi tanhai main betho, agar tanhai main tum ho
Tou itna yaad kar lena, tumhain hi soochta hoon main.

Wo bhi kyaa log the aasaan thii raahen jin ki

Wo bhi kyaa log the aasaan thii raahen jin ki
Band aankhe.n kiye ik simt chale jaate the
Aql-o-dil Khvaab-o-haqiiqat ki na uljhan na Khalish
Mukhtalif jalve nigaaho.n ko na bahalaate the
Ishq saadaa bhii thaa beKhud bhi junuun_peshaa bhi
Husn ko apani adaao.n pe hijaab aataa thaa
Phuul khilate the to phuulo.n me.n nashaa hotaa tha
Raat Dhalatii thi to shiisho.n pe shabaab aataa tha
Chaandanii kaif_asar ruuh_afzaa hotii thii
Abr aataa thaa to bad_mast bhii ho jaate the
Din me.n shorish bhii huaa karati thii hangaame bhi
Raat kii god me.n muunh Dhaa.Np ke so jaate the.

Pas-e-marg mere mazaar par jo chiraag kisi ne jalaa diyaa

Pas-e-marg mere mazaar par jo chiraag kisi ne jalaa diyaa
Use aah daaman-e-baad ne sare shaam hii se bujhaa diyaa

Mujhe dafan karnaa tuu jis ghari to ye us se kahanaa ki ai parii
Wo jo teraa aashiq-e-zaar thaa tah-e-Khaak use dabaa diyaa

Dam-e-Gusl se mere peshtar use ham_damo.n ne ye soch kar
Kahii.n jaave us kaa na dil dahal merii laash par se haTaa diyaa

Merii aa.Nkh jhapakii thii ek pal mere dil ne chaahaa ki uTh ke chal
Dil-e-beqaraar ne o miyaa.N vahii.n chuTakii leke jagaa diyaa

Zaraa un kii shoKhii to dekhiye liye zulf-e-Kham_shudaa haath me.n
Mere piichhe aaye dabe-dabe mujhe saa.Np kah ke Daraa diyaa

Mai.n ne dil diyaa mai.n ne jaa.N dii magar aah! tuune na qadr kii
Kisii baat ko jo kahaa kabhii use chuTakiyo.n me.n u.Daa diyaa.

Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Love Poetry, Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho,


Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho
Wo Sada Tumhain Naseeb Ho
Tujhe Wo Khulos Milay Ke Jo
Teri Zindagi Pe Muheet Ho
Jo Mayaar Tujhko Pasand Ho
Jo Tumhare Dil Ki Umang Ho
Teri Zindagi Jo Talab Kare
Teray Hamsafar Ka Wo Rang Ho
Jo Khayaal Dil Main Aseer Ho
Or Dua Main Bhi Taseer Ho
Teray Haath Uthtay Hi Khuda Karay
Teray Saamne Tabeer Ho
Tujhe Wo Jahan Milay Jidhar
Ghamon Ka Koi Guzar Na Ho
Jidhar Rooshni Ho Khuloos Ki
Or Nafratoon Ko Khabar Na Ho.





Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry, Heart Touching Poetry, 
Urdu Heart Touching Poetry, Love Poetry,

Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Love Poetry, Love Poetry,


Saza Pe Chhor Diya, Jaza Pe Chhor Diya
Har Ek Kaam Ko Hamne, Khuda Pe Chhor Diya
Woh Hum Ko Yaad Rakhte, Ya Phir Bhula Dete
Us Ka Kaam Tha, Uski Raza Pe Chhor Diya
Ab Hawa Ki Marzi Bujha De,Ya Phir Jalaaye Rakhe
Chiragh Hum Ne Jala Ke, Hawa Pe Chhor Diya
Ab Us Se Baat Bhi, Karte To Kis Tarha Karte
Ye Masla Anaa Ka Tha, Anaa Pe Chhor Diya
Is Liye To Wo Kehete Hain, Bewafa Humko
Ki Hum Ne Sara Zamana, Wafa Pe Chhor Diya.






Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, 
Sad Urdu Poetry, Sad Love Poetry, Love Poetry,

Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Romantic Poetry, Romantic Poetry, Urdu Ghazal Poetry, Heart Touching Poetry,


Sau Baar Chaman Mehka Sau Baar Bahaar Ayi
Dunya Ki Wohi Ronaq Dil Ki Wohi Tanhaayi
Ek Lehaz Bahe Aansu Ek Lehaz Hansi Ayi
Seekhey Hen Naye Dil Ne Andaaz E Shakeebayi
Ye Raat Ki Khamoshi Ye Aalam E Tanhayi
Phir Dard Utha Dil Main Phir Yaad Teri Ayi
Har Dard E Muhabbat Se Uljha Hai Gham E Hasti
Kya Kya Hamen Yaad Aaya Jab Yaad Teri Ayi
Dekhey Hain Bohot Hum Ne Hangame Mohabbat Ke
Aaghaaz B Ruswaai Anjaam B Ruswaai
Dunia Hi Faqat Meri Haalat Pe Nahi Chonki
Kuch Teri B Ankhon Main Halki Si Chamak Ayi
Auron Ki Mohabbat K Dohraaye Hain Afsaane
Baat Apni Mohabbat Ki Honton Pe Nahi Ayi
Aankhon Ne Sameite Hain Nazron Main Tere Jalwe
Phir B Dil E Muztar Ne Taskeen Nahi Payi
Ye Bazm E Mohabbat Hai Is Bazm E Mohabbat Main
Deewaane B Shedaayi Farzaane B Shedaayi.




Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, 
Urdu Romantic Poetry, Romantic Poetry, Urdu Ghazal Poetry, Heart Touching Poetry,

Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Urdu Romantic Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry,


Tanha Sar-E-Anjuman Khri Thi
Main Apnay Wisal Say Bri Thi

Ik Umr Talak Safar Kia Tha
Manzil Pay Puhanch Kay Gir Pri Thi

Talib Koi Meri Naffi Ka Tha
Aur Shart Yeh Mot Say Kri Thi

Woh Aik Hawa-E-Taza Mein Tha
Main,Khwab-E-Qadeem Mein Gri Thi

Woh Khud Ko Khuda Samajh Raha Tha
Main, Apnay Huzoor Mein Khri Thi.






Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, 
Urdu Romantic Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry,

Zindagi pa khatmaydo shwa, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Romantic Picture Poetry, Romantic Poetry,


Zindagi pa khatmaydo shwa, khu za morr pa dedan na shwam
Da qisa pa zarraydo shwa, khu za morr pa dedan na shwam
Agha tola shpa woda wa ma ya rukhsar ta katal
Renrra pa khuraydo shwa, khu za morr pa dedan na shwam
Za da khpala zana worak wm warta fikr wm akhistai
Agha mata pa kato shwa, khu za morr pa dedan na shwam.

Pashto Ghazal, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Poetry,

 
ZAMUNGA ZMAKA AW FEEZA OS DA PRADOO SARA DA
TOORTHM ZAMUNGA DAI, REnrRA OS DA PRADOO SARA DA
MUNGAY PA KHPAL KOR KI PA KHPALO WENO WA LARRALU
JARRA ZAMUNGA DA, KHANDA OS DA PRADOO SARA DA
MUNG DA DAY LOI JAHAN BAY KHAWRAY, BAY WATANA QAAM U
MUNGA BAY WAKA U DUNIA OS DA PRADOO SARA DA
MUNG OS PA ZAN KI DA WO AW DA NA TAWAN NA LARU
ZAMUNGA ZRRA, ZAMUNG RAZA OS DA PRADOO SRA DA
YAHWODIAN GARZE AYOUBI SALAH-UD-DIN NASHTA
MULA UMER , BIN LADIN AW GUL BADIN NASHTA.

Mohabbat Phool Ha¡ Jana, Urdu Peotry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,

Mohabbat Phool Ha¡ Jana
Kaho Tou Phool Ban Jaon

Tumahri Zindagi Ka Ek
Haseen Asool Ban Jaon

Suna Hai Rait Pe Chal K
Tum Aksar Mehak Jatay Ho

Kah0 Tou Ab K Bar Mein
Zameen Ki Dhool Ban Ja0n

B0ht Nayaab Hotay Hain
Jinhey Tum Apna Kehte Ho
Ijazat Do K Main Bhi
Is Qadr Anmol Ban Jaon.

Pass Aao Ek Iltaja Sun Lo, Urdu Poetry, Urdu Romantic But Sad Poetry,

Pass Aao Ek Iltaja Sun Lo ! Pyaar Tum Se Hai Be-Panah Sun Loo
Srif Tum Ko Khuda Se Manga Hai Jab Bhi Mangi Koi Dua Sun Loo,

Ibtada IshQ Ki Hoi Tum Se Tum Hi Ho Chahat Ki Intaha Sun Loo
Bin Tere Jee Nahi Saktae Hum Lout Aao K Meri Sada Sun Loo,

Dekh Lo Zindagi Adhoori Hai Ab Na Hona Tum Juda Sun LoO
Srif Tum Hi Ho Zindagi Meri Par Ye Hoti Hai Be-Wafa Sun Loo
Is Jahan Me Koi Nahi Mera,Tum Raho Gay Mere 'Sada' Sun Loo.

Pairon mein payal,haathon me kangan, Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Heart Touching Poetry, Kangan Poetry,


Pairon mein payal,haathon me kangan
Mai baithi hun taiyaar,aa leja mujhko saajan

Churi bhi pehni hain, aur gehne bhi hain pehne
Sab tere sadke, aaleja mujhko saajan

Mehendi lagi hai haathon me,pyasa hai mera daman
Aa sarpe saja ke sehra, aaleja mujhko saajan

Labon pe muskan meri, dil me tamannayen hain
Aa dil ye pukare tujhko, aaleja mujhko saajan

Gustakhiyan na karde, ye meri bechaen aankhen
Ab der na kar aaja, aaleja mujhko saajan

Kabhi dukh na denge tujhko,na aane denge aansoo
Karti hun aa wada,  aaleja mujhko saajan

Kya jane tu tadpa kitna is pal ke liye mera ye mann
Ae bekhabar aaja, aaleja mujhko saajan

Ankhonme mere Kajal, pairon me mere bandhan
Shoukiyan hain teri,  aaleja mujhko saajan

Rishtah hai ye pakizah,pakizah mera daman
Aa doli leke aaja, aaleja mujhko saajan

 Wafaon ka hai pehra,Azeem  hai ye bandhan
Aaleja mujhko saajan, aaleja mujhko saajan.

Urdu Poetry By Iqbal, Allama Iqbal Poetry,

Ye Ghari Mehshar Ki Hai, Tu Arsa’ay Mehshar Mein Hai
Paish Kar Ghafil, Amal Koi Agar Daftar Mein Hai.

Urdu Poetry By Allama Iqbal,

Zindagi Ki Quwwat-E-Pinhan Ko Kar De Ashakar
Ta Ye Chingari Furogh-E-Javidan Paida Kare.

Iqbal Poetry,

Ho Sadaqat Ke Liye Jis Dil Mein Marne Ki Tarap
Pehle Apne Paikar-E-Khaki Mein Jaan Paida Kare.

Allama Iqbal Poetry,

Qulzam-E-Hasti Se Tu Ubhra Hai Manind-E-Habab
Iss Ziyan Khane Mein Tera Imtihan Hai Zindagi.

Iqbal Poetry,

Bandagi Mein Ghat Ke Reh Jati Hai Ek Jooay Kam Aab
Aur Azadi Mein Beher-E-Bekaran Hai Zindagi.

Allama Iqbal Poetry,

Tu Isse Pemana’ay Amroz-O-Farda Se Na Naap
Javidan, Peham Dawan, Har Dam Jawan Hai Zindagi.

Allama iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry, Urdu Poetry By Allama Iqbal,

Pukhta Tar Hai Gardish-E-Peham Se Jaam-E-Zindagi
Hai Yehi Ae Be-Khabar Raaz-E-Dawam-E-Zindagi.

Allama iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Taza Weerane Ki Soda’ay Mohabbat Ko Talash
Aur  Abadi Mein Tu Zanjeeri Kisht-O-Nakheel

Allama iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Rait Ke Teele Pe Woh Aaho Ka Be Parwa Kharaam
Woh Hazar Be Barg-O-Saman, Woh Safar Be Sang-O-Meel.

Allama iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Ae Raheen-E-Khana Tu Ne Woh Saman Dekha Nahin
Goonjti Hai Jab Faza’ay  Dasht Mein Bang-E-Raheel.

Allama iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Kyun Taajub Hai Meri Sehra Nawardi Par Tujhe
Ye Taga Pooye Dama Dam Zindagi Ki Hai Daleel.

Heart Touching Words about Love,

Aik larki ne aik buzarg se pocha:
Pyaar ki haqeeqat kya hay ?
Buzarg ne kaha : Bagha may jaow
Aur jo sab se khobsurat phool lagay
Wo torr kar laow, Larki aik din bagh
May gayi aur wapis aayi aur kah
Main phool dekti rahi aik phool sab
Se khobsurat tha magar may os se
Behtar ki talash may chal parri magar
Koi pyara nahi laga, Aur jab lott k aayi
Tu osay koi aur torr chuka tha.
Buzarg ne kaha : Pyaar ki yehi haqeeqat hay,
Jo samnay ho us ki qadar nahi ki jaati,
Aur jab wapa lotto tu wo kisi aur ka hojata hay.

Mohabbat hum ne ki jo ik khata hogai

Mohabbat hum ne ki jo ik khata hogai
Ki wafa or zindagi saza hogayi,

Wafa kerte rahay hum ibadaton ki tara
Phir ibadaat khud ik gunah ban gayi,

Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kiya howa kyon manzil juda hogayi,

Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
Wo gaya tu laga dunya fana hogayi,

Ye dua ki ke jisay chahe wohi milay osay
Par ye dua apne liye bad dua hogayi,

Abhi kuch dair howi usay yaad karte howay
Ye aaj kyon itni jaldi subah hogayi ?

Love Story,

Aik larka or larki aik dosre se pyar karte thay
Bad-qismati se larki ki death hogayi
Or marthay marthay wo Larki ne kaha
Ek wada tha tere har wade ke peechay
thu milega mujh se har gali darwazee k peechay
Par thu tu ab ek bewafa nikla
Ek thu he nahi tha mere janazay ke peechay ?
Os waqat pir larka kehta hay
Ek wada tha tere har wade ke peechay
May milega tujh se har gali darwazee k peechay
Par tum ne he murr kar nahi deka
Ek aur janaza tha tere janazay ke peechay.

Urdu Heart Touching Poetry,

Barrkayin meri pyas ko aksar teri aankhin
Sehra mera chera hay samandar teri aankhin

Phir kon bhala dad-e-tabasum enhain de
Royengi bhoht mujh se bicharr kar teri aankhin

Bohjal nazar aati hay bazahir mujhay lakin
khulthi hay bhoht dil may uthar ker teri aankhin

Aab tak meri yaadon se mettaye nahi mittha
Beegi howi ik sham ka manzar teri aankhin

Momkin ho tu ik taza ghazal or bhi keh lo
Phir orrh na lay khwab ki chadar teri aankhin

Youn dekhtay rehna usay acha nahi MOHSIN
Wo kaanch ka paiker hay tu pathar teri aankhin.

Zama lamana da jwandon da aswelo daka da


Zama lamana da jwandon da aswelo daka da
Da zrra dunya me da waro waro qisso daka da
Meena kawonke lewane v da dunya pa nazar
Rata khkareegi da dunya da lewano daka da
Sok da khpal yar ghega ki prot ve khandaganee kawi
Da cha da mene qissa tasha da salgo daka da
Grewan shledalay pa jahan yawaze za khu na yam
Ka nazar okrre nu dunya da lewano daka da.

Koi humsafar nahi hay koi raazdaan nahi hay


Koi humsafar nahi hay koi raazdaan nahi hay
Faqt ik dil tha apna so wo mehrabaan nahi hay
Kisi aankh ko sada do kisi zulf ko pukaro
Barri dhoop parr rahi hay koi sayebaan nahi hay
Mere dard ki haqeeqat mere aansuon se poocho
Mera majlisi tabassum mera tarjumaan nahi hay
Inhi patthron pe chal kar agar aa sako tu aaow
Mere ghar k rastay main koi kehkashan nahi hay.

Sad Urdu Poetry,

Khirrkiyan kis tarah ki hain, aur dar kesa hai woh
Sochta hoon, jis mein woh rehta hai ghar kesa hai woh
Kesi woh aab-o-hawaa hai jis mein woh saans leta hai
Aata jata hai woh jis par raahguzar kesa hai woh
Main to us ke aik aik lamhe ka rakhta hoon shumaar
Aur mere haal-e-dil se be’khabar kesa hai woh
Us ka hona hi bohat hai, woh kahin hai to sahi
Kya sarokaar is se mujh ko Zafar kesa hai woh.

Pashto Poetry,

Tolo da meene na toba krra khu zama na baghair
Zaba hom na warzam kose ta khu saba na baghair,

Meena kawal da sawab kaar de sa gunah khu na da
Raazai che che cha na tapos okrro da mula na baghair,

Da toro zulfo tuhmatoona pa ma ma lagawa
Sok ba de zulfo ta nezdee na she hawa na baghair,

Da zrra khabari da "GHANI" pa khula ki pati shwali
Hees ye o na vail ashna ta da ashna na baghair.

Heart Touching Poetry,

Meri tarha kisi ko bhi khona nahi’n parra
Tum khush-naseeb ho, tumhein rona nahi’n parra
Bin mangay mil gai tumhein har manzil
Talwo’n mein koi khaar chubhona nahi’n parra
Sad shukr, mujh dareeda badan ki tarha tumhein
Kaanto’n pe aik raat bhi sona nahi’n parra
Dushman se surkh’roo hun, k badla nahi’n liya
Sharminda apny aap se hona nahi’n parra
Rakhay tamaam chaak salamat, firaaq k
Pardes mein bhi seena parona nahi’n parra
Ki zindagi ne meri wakalat kuch is tarha
Baar-e-saboot bhi mujhy dhona nahi’n parra
Naazaa’n hun, apny qaalib-e-deewan mein mujhy
Bharti ka koi sher samona nahi’n parra

Urdu Heart Touching Poetry,

Tujhse bicharr kar kya hoon main, ab bahar akar dekh
Himmat hai to meri haalat, aankh mila kar dekh
Shaam hai gehri, tez hawaa hai, sar pe khari hai raat
Rasta gaye musafir ka ab diya jalaa kar dekh
Darwaze ka paas aa aa kar wapis murrti chaap
Kaun hai iss sunsaan gali main, paas bula kar dekh
Shayed koi dekhne wala ho jaye khairaan
Kamre ki deewaron par koi naqsh bana kar dekh
Tu bhi Munir ab bhare jahaan main mil kar rehna seekh
Bahar se to dekh liya, ab andar jaa kar dekh.

Urdu Ghazal,

Roshni aur baharain tumhi rakh lo jana
Mere jugnu mere mausam wapis kar do
Meri hasrat, meri mehroomiyan lauta do mujhe
Mere aansu, mere maatam mujhe wapis kar do
Jane waley se bas itna hi kaha tha mene
Kuch na lotao mere gham mujhe wapis kar do
Kyon yeh takraar si hone lagi “Main” ki jana’n
Woh to hum tum mein tha, ik “Hum” mujhe wapis kar do
Jitni khushiyan hain woh rakh lo meri janib se Wasi
Meri aankhon mein chupey namm mujhe wapis kar do.

Urdu Poetry,

Jab pyaar kisi se hota hai kya shokh zamane lagte hain
Marne ke sahaarey milte hain jeene ke bahane milte hain,

Mehfil mein kabhi jo log humain ik aankh utha kar na dekhen
Woh tanhaiyon mein aa ke humain kyon itne suhaney lagte hain,

Bachpan ki umangon ke rukh se phir kya kya aanchal uthte hain
Maazi ke khayalon mein hum ko jab yaar puraney milte hain,

Yeh rah’guzar hai ulfat ki, yahan pass kahan, ehsaas kahan
Yahan hamrahi apne apne dukh dard sunaney milte hain,

Yu’n tanha tanha kuch bhi nahin chahat ka bane tab peera’hn
Jab husn aur ishq ke aapas mein sab taaney baaney milte hain,

Gar baat barhi to phir kya hai? aye jane tamana! dar kesa
Pardon mein rehne walon ke kya kya na fasaney milte hain

Kuch tanha tanha Saaqi bhi rehte hain khayalon mein kho kar,
Jab taaza ghazal keh lete hain phir hum ko sunaney milte hain.

Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Mohabbat Poetry, Sad Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Hum nasheen kasiay bataon jazba-e-ulfat kya hay,
Khud bataye gi mohabbat k mohabbat kya hay,
Ishq ko log kiyon maseeha samajh bethay hain,
Gar nahi ishq haqiqat tu haqeeqat kya hay,
Aaya parwana gira shama per jal jal mara,
Tu ab bhi soch raha hay ye mohabbat kya hay,
Ishq ko bhol k jannat ki hay duniya ko talash,
Ishq ki aag ga rdozakh hay tu jannat kya hay,
Meri badli howi rangat meri haalat tu dekh,
Ab tu samajo gay mere dost mohabbat kya hay.

Heart Touching Ghazal,


Aadi raat ko ye dunya walay jab khwabon may kho jatay hay
Aisay may mohabbat k rogi yaadon k charagh jalatay hay,

Karte hay mohabbat sab he magar her dil ka sila kab milta hay
Aati hay baharin gulshan may her phol magar kab kilta hay,

Tu Ranjha na tha may Heer na thi apna pyaar nibah na sakay
You pyaar k khwab bhoht dekay tagbeer magar hm paa na sakay,

May ne tu bhoht chaha lakin tu raak na saka wadon ka bharam
Ab ro ro k yaad ataa hay jo tu nay kya es dil pe sitam,

Parda jo hatta chehray se tujhay log kahin k har jaai
Majboor hon may dil k hathon manzoor nahi teri ruswai,

Socha k ab apnay honton per may chop ki mohar lagalongi
May teri sulagthi yaadon se ab es dil ko behla longi.

Urdu Heart Touching Poetry,


Hum sada dil aur aana k qaidi
Mohabbat k mutalashi
Aankhon may chahat k deep jalaye
Kisi ki aik nazre-e-tafat per
Jan se guzarne walay
Kisi k chop chap bicharrne per
Raton may chop chop ronay walay
Es dil-e-khamosh per
Es sada dil per
Udasi k zakham laganay walay
Chand lafz zabaan se keh dete
Tu sabhe pachtaway chott jatay
kash k us se keh detey
Kash k us se keh paatay
Humain tum se mohabbat hay.

Urdu Heart Touching Poetry,


Aahat si aaye tu lagta hay k tum ho
Saaya koi lehraye tu lagta hay k tum ho,

Jab shakh koi hath lagatay he chaman may
Sharmay lachak jaye tu lagta hay k tum ho,

Sandal se mehakti howi purkaif hawa ka
Jhonka koi takraaye tu lagta hay k tum ho,

Orrhay howay taro ki chamkti howi chadar
Naadi koi bhal kaaye tulagta hay k tum ho,

Jab raat gaye koi kiran mere barabar
Chop Chaap se so jaye tu lagta hay k tum ho.

Main jab us se kehta ho Mujhay tum se muhabbat hay


Main jab us se kehta ho
Mujhay tum se muhabbat hay
Nafi main sir hilati hay
Negahon ko jhukati hay
Hatheli samne rakh k
Kisi ka naam lekhti hay
Mutthi band karti hay
Aankhon se lagati hay
Phir usko choom leti hay
Achanak bol uththi hay
Mujhay es se muhabbat hay
Yehi tumera sab kuch hay
Yeh sab kuch samne paa k
Main be-zaar hota ho
Tu khud b reh nahi pati
Mutthi khol deti hay
Jo mutthi khol deti hay
Mera he naam hota hay
Mujhay wo youn satati hay.

Dil mujh se pochta hay mohabbat kyon hoti hay


Dil mujh se pochta hay mohabbat kyon hoti hay
Chaand jaisay chehro ko bewafai ki aadat kyon hoti hay,

Jisay yaad karne se dil k tokrray haazar hotay hay
Phir usi naam se dil ko raahat kyon hoti hay,

Barsu ki ulfat jab chand lamho may toott jatay hay
Bharay ghar may phir kisi se chahat kyon hoti hay,

Ishq karne walay tu aag may bhi kood jatay hay
Pyaar karne walo may itni baghawat kyon hoti hay.

Da mohabbat qissa kawa charta shpa tera nashe


Da mohabbat qissa kawa charta shpa tera nashe
Zulfi pa ma rakhwara wa charta shpa tera nashe,

Mala kho khoob sta da zwanai gheeg ki jutte rakawe
Ta me bya bya ra wekhawa charta shpa tera nashe,

Che khamoshe da shpe badala pa sazono ki she
Bangrre da lecho shrranga wa charta tera tera nashi,

Za che yaow zal darna khafa charta pa toko ki sham
Ta me bya bya pa khula kawa charta chpa tera nashe,

Bas ka janana ma "KHATIR" ta peghor ma jorrawa
Sar da sangal na koza wa charta shpa tera nashe.

Laas pa khula shom da ashna husan ta goram


Laas pa khula shom da ashna husan ta goram
Da deer husan dabdaba waa salaam heer sho,

Da gongo pashan pa chapa khula walaar yam
Aainay ghundy hearan yam kalaam heer sho,  

Zaan na wrak shom da khaowro zulfo zangal ki
Khumaar stargo ki har khkuly makhaam heer sho,


Sharabi shondo da yar nasha nasha krram
Bekhudai ki me da meeny anjam heer sho,


Pa ro ro me da zrra sar ta ranezday krro
Maa "GHANI" na da rojo ehteraam heer sho.

Hagha da cha Taar pa Taar siree grewan sa pejani


Hagha da cha Taar pa Taar siree grewan sa pejani
Hagha zarrgiya Lewanay de khafgan sa pejani,

Che ye pa kor k da sharabo sray walay baheegi
Hagha da da wacho shondo arman sa pejani,

Hagha zalim che da khug zrruno sara lobi kawi
Hagha da cha zarrgi dard aow khafgan sa pejani,

Bas ka "KHATIRA" zrra da hasi lewanay sho pasi
Hagha da meeni sa Khabar de "JANAN" sa pejani.

Na tha kuch tu KHUDA tha, kuch na hota tu KHUDA hota


Na tha kuch tu KHUDA tha, kuch na hota tu KHUDA hota
Daboya mujh ko honee ne, na hota may tu kya hota,

Haowa jab ghum se youn b hiss tu ghum kya sir kattnay ka
Na hota agr juda taan se tu zaanu per dahra hota,

Howi muddat k ghalib mar gaya per per yaad aata hay
Wo her ik baat pe kehna k youn hota tu kya hota.

Aankhon se meri laali nahi jati Yaadon se koi raat jo khali nahi jati,


Aankhon se meri laali nahi jati
Yaadon se koi raat jo khali nahi jati,

Ab umer na mosam na wo rastay k wo palttay
Es dil ki magar kham khayali nahi jati,

Mangay tu agar, Jan bhi hum hans k tujhay de do
Teri tu koi baat bhi taali nahi jaati,

Aaye koi aakay ye dard sambhalay
Hum se tu ye jageer sambhali nahi jati,

Maloom hamain b hay bhoht se tere qissay
Har bat teri hum se uchaali nahi jaati,

Hamrah teri phool kilathi thi jo dil main
Ab sham wohi dard se khali nahi jati,

Hum jan se jaayeen gay tabhe baat banay gi
Tum se tu koi raah nekali nahi jaati.

Kisi se milnay ko jab b Mohsin saja karo gay tu ro parro gay

 
Kisi se milnay ko jab b Mohsin saja karo gay tu ro parro gay
Tumharay wadon ne yar mujh ko tabah kiya hay kuch es tara se,

K zindagi me jo phir se dagha karo gay tu ro parro gay
Mein janta hon meri mohabbat ujaarr dy gi tumhain b aisay,

K chand raton main ab kisi se mila karo gay tu ro parro gay
Barsti barish me yaad rakhna tumhain staayan gi meri aankhein
Kisi wali k mazaar per tum dua karo gay tu ro parro gay.

Ae Spogmay da swarlasamay, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, New Pashto Poetry,


Ae Spogmay da swarlasamay, Ghum da hijar me pa zrra de
Mata dumra khabar rakrra, Janan wekh de ka oda de?
Doday spora ye khwarrali ka nan bya nahar oda de?
Bal ye da ra sara gham de, che najorr de ka kha de?
Nandara ye laga oka che proth pa zamaka ya pa palang de?
Sar ye aekhay pa balakht de, ka pa gatta ya bal sa de?
Ya qarara shpa ki wekh de, tata gori yada we me?
Ya mee gham behala karray, sar ye proth pa zangana de?
Tanha naway musafar de, zama yaad ba we tang karray?
Dena wrraney charee maa na, dumra larey  talay na de?.

Apni Mohabbat may doob janay do


Apni Mohabbat may doob janay do
Khud ko doondtha hay mujhay aaj beh janay do
Mera ISHQ hay pakeeza, meri negah hay ba wazo
Aaj ye ibadat meri nazro se ada hojanay do
Aaj mujhay es be khudai may FANA hona hay
Aagar hay ISHQ gunah tu ye gunah hojanay do
ISHQ ko dondne niklay hay log bayabano may
Main ho har jaga aaj ye sada aam hojanay do
ISHQ ki tapish say tu aag b bujh jati hay
Aaj es aag may mujhay b peghal janay do.

Lag me khpal janan ledo ta pregda


Lag me khpal janan ledo ta pregda
Raqeeba lag me kenasto ta pregda
Che so khabare da janan waworama
Da RAB dapara me gelo ta pregda
Ta khu khushala ye hess gham de neshta
Ma da ghamono silsilo ta pregda
Za ATAL tol umar hom dasi kha yam
Pa makh me okhki bahedo ta pregda.

Bia rata da agha bewafa khabre ma kawa, Ghani Khan Poetry, Ghani Khan, Pashto Poetry By Ghani Khan,

Bia rata da agha bewafa khabre ma kawa
Her sa de manam zarrgiya daa khabari ma kawa
Dalta sok da minee haqeeqat ta ado rasi na
Dalta k da meene aow wafa khabare ma kawa
Za ba darta hom goree zarrgiya pa jarra shama
Bas ka pa salgo k pa jarra khabre ma kawa
Ase na che bia charta doka shama rageer shama
Mata pa sro shondo pa khanda khabare ma kawa
Khpal halona waya dasi ma waya che sanga ye
Za ghani Kho lewanay yama zama khabare me kawa.

Tash dewalona tashey laari tash kaata pati di, Khatir Afrid Poetry, Khatir Poetry, Pashto Poetry By Khatir Afridi,

 
Tash dewalona tashey laari tash kaata pati di
"KHATIRA" bal pala me boza dalta sa pati di
Za kho pa dagha sarmaya da meni jwand tera wom
Che pa seena me daghona da hagha pati di
Wair da her cha na ba har sa patekegi pa marg
mong na da jwand toley maazi pa jwand pati di
Khatira sta da savi zrra tasali sanga wokrram
Baghair da marga pa de kali ki nor sa pati di.

Nan kho me sam da khpal ajal anjam ta orasawa


Nan kho me sam da khpal ajal anjam ta orasawa
Ma da khpal ishq da lewantoob muqam ta orasawa
Mung lewani sta da sahar da qahra sa khabar oo ?
Wakhta lag oderega ma bia makham ta orasawa
Warsha rehbara nora ma na da pukhto na kegi
Zama da zrra aawaz zama JANAN ta orasawa.

Apni bahon me tum ko chupayengay aik din

Apni bahon me tum ko chupayengay aik din
Labon se dil ki pyas bujhayengay aik din
Na guzre fiza bhi apni beech se
Kuch es tara se seenay se lagayengay aik din
Ban k parwana jaalay hum bhi
Shama ban k tum ko piglayingay aik din
Rulata hay tu her baat pe hamay,
Kisi bat pe hum bhi tum ko rulaenge aik din
Tarasti hoon me tujhay chuune k liye
Aa k paas hum b tarsayengay aik din
Kar k yad tum ko marte hay her pal
Kya mar ker b tum ko yad ayenge aik din

Kamal-e-zabt ko may khud bhi azmaaun gi


Kamal-e-zabt ko may khud bhi azmaaun gi
May apne haath se us ki dulhan sajaowngi
Sapurd ker k usay chandani k haato may
May apne ghar k andheroo ko loot aaowngi
Baddan k qarb ko wo b na samaj payee ga
Main dil may roou gi, aankhon may muskuraowngi
Wo kya gaya rafaqat k saray lutf gaye
May kis se rutth sakongikisay manaowngi
Ab oska fan tu kisi or se ho mansoob
May kis ki nazam akele may gungunaowngi
Wo aik rishta e benaam b nahi lakin
May ab b os ke eshaaro per sar jhukaaown gi
Samaa'ato k ghanay janglo ki sansain hay
May ab kabi teri aawaz na sun paaowngi.

Suno tum rooth jatay ho, Tu hum per kya guzarti hay


Suno tum rooth jatay ho, Tu hum per kya guzarti hay ?
Na dil may chain hota hay, Na jeevan sath hota hay,
Na koi phool kilta hay, Na hum se chand milta hay,
Suno tum jab bhi miltay ho, Tu ajab sa chain milta hay,
Tufan men aandhiyon may bhi, Wafa ka deep jalata hay,
Baharin mehek uthti hain, Khizan raks karti hay,
                          ( Suno )
Tum miltay raha karo, Humain kuch aas milti hay,
Khushiyon ki mala khilti hay, Sukoon-e-Qasl milta hay,
              Suno tum miltay raha karo

Mohabbat khushbu aur wafa thi kya waja thi?


Mohabbat khushbu aur wafa thi kya waja thi?
Kabhi ye zindagi dast-e-hina thi kya waja thi?
Ye khawahish  thi k uski maang me bharta sitaray
Magar hathon main zanjeer-eanaa thi kya waja thi?
Mere dushman ki bahon ka sahara dhundti thi?
Mujh he se zindagi meri khafa thi kya waja thi?
Us k khad-o-khaal b aam se lehja b saada
Bhari mehfil se magar wo juda thi kya waja thi?
Kyon mujhko dar pe laya gaya tha soch ae dil
Teri ghalati thi ya meri khata thi kya waja thi?

Wo pyaar ka saboot dekaya karte thay,


Wo pyaar ka saboot dekaya karte thay
Aansou baha kar humain manaya karte thay
Ye zindagi sirf tum se wabasta hay
Aksar ye baat humain bataya karte thay
Unki baton main kuch aisa asar tha
Hum barish k bina he beeg jaya karte thay
Sonay ki fursat kisay thi
Wo humain sari raat jagaya karte thay
Bechaini jab had se barr jaya karti thi
Wo G bhar k galay lagaya kartay thay
Wo itni mohabbat karne walay badal gaye
Jo har baat per meri qasam kaaya karte thay.

Badshahi da jehan sa kre, Zan la wali zyate gham


Badshahi da jehan sa kre, Zan la wali zyate gham
Da insaf talal mushkil di, Sa ba krri sa ba kam
Raba mala ka de rakra, Badshahi da kul jehan
Za bai oghorzom da kora, Laka khawre pa deran
Mala rakra so guluna, Yao Niazbin ghundi janan
Yao waroke ghunde baagh, Aow pa khwa ki sin rawan
Che ye za nast yama pa ghaha, Pa yakh sori da kharrwali
Pa maza maza likama, Da maze maze ghazale
Kala swal minat janan ta, Kala bad aow raad mula ta
Kala kala ta na Raba, Da warro pashan gile
Kala todd jwanday umeed, Kala Sawi Aswili
Kala tang kala takor, Kala jaam kala dildar.

Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Ghani Khan Pashto Poetry, Ghani Khan Heart Touching Poetry, Pashto Poetry By Ghani Khan, Pashto Poet Ghani Khan Poetry,


Mata nan ghani qisy da jannat okrri
We che halta tole hoore we
Ghelma we na ba loga we
Na ba tanda na ba gham
Na ba halta sok ghulaman charta da khan we
Ae Ghani ! sabar okrra yaow tapos krram
Halta hom ba mayentob k bas tash zaan we
Ghani ro ghunde muskay sho bia ye owe
Da har cha sara ba halta khpal janan we.

Rehman Baba Poetry, Rehman Baba Heart Touching Poetry, Pashto Poetry By Rehman Baba, Pashto Poetry Rehman Baba Poetry,


Paka raba wafadar ka har insan way
Gham ba na wo khushala ba pa jehan way
Mashoqo k ka sa lag ghondey wafa way
Pa jarra ba mudam sa la ashiqan way
Ka kooso k dar pa dar garzidal na way
Malangan ba malangi k badshahan na way
Za REHMAN ba lewanay pa jehan na wom
Ka na tarsa yaar pa maa lag mehraban way.

Pashto Sad Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto New Poetry, Pashto Poetry With Pictures, Sadest Pashto Poetry, Sad Poetry,


Gila kawama khu da cha na okam
Da khpal "Qismat" na ka da zana okam
Jwand me nimgarray nemkhwa pati de
Da "Qismatono" Gila cha na okam
Da "Khushalo" sara monga na u adat
Nu tama sa la da ashna na okam
Ta che wayal saba ba "Rashama" za
Da sta tapoos da kam "SABA" na okam.

Pashto Heart Touching Poetry, Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Pashto Poetry, Romantic Ghazal, Pashto Ghazal,


Ta da ghrono na fana ye ta ta hees wayalay na sham
Da dardman zarrgi halona pa kaghaz lekalay na sham
Hala warshai malgi raowrrai parharona me taza krrai
Da da meeni badnami da khpal parhar gandali na sham
Dasi kha yam pa zarrgi ki da alamu patt jarregam
Ghamazan pri khushalegi pa salgo jarralay na sham
Za Zeshan pa cut ki nast yam neema shpa asman ta goram
Spongmai hom larra fana shwa stori hom shmaralay na sham.

Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Sad Ghazal, Pashto Ghazal,


Dumra deer me pa zrrah sala rawaregi
Che me bya pa heerolo na heeregi
Ka har sumra me da nazar la kora lari
Kho da zrrah pa kor me haghasi oseegi
Mudi oshwi khu sta tlal me na heeregi
Laka ta che hamda os rana byalegi
Pa har khukuli ki sa na sa rang sta we
Da har khkuli pa ledu rata yaadegi.

Pashto Poetry, pashto Heart Touching Poetry, New Pashto Poetry, Love Pashto Poetry, Romantic Pashto Poetry,


Sumra herana aow khushala shwala
Che v ledama sargardana shwala
Laka sparly gulona pranstalo
Dagha si daka da haya na shwala
Che nan makham pa mekhana warlam
Da saki khoona rata rwana shwala
Che lag uchat e sho da makh na palove
Da nazar tanda me pe mata shwala
Bya ye da stargo ishare kawaly
Yawa lamha ki sumra rwana shwala
Sumra nadana wam che varnalam
Zamong da cham na che rawana shwala
Garza os janan latawa
Nan saba meena sumra grana shwala
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...