Meri Dharkano me Aap ka Hi Raz Hoga

Meri Dharkano me Aap ka Hi Raz Hoga
Meri Bat Ka Bas YeHi Andaz Hoga

Kabhi Bewafaee Nahin Karte Hum Dosti Me
Meri Dosti Pe Aap Ko Hamesha Naz Hoga.

Us ne anchal se nikali meri gumshuda kitaab

Us ne anchal se nikali meri gumshuda kitaab
or chupke se muhabbat ka wrq mod dia

hme malum tha anjam e muhabbat lekin
hmne anjaam se pehle qalam tod dia.

Likhu Kuch Aaj Ye Waqt Ka Takaza Hai

Likhu Kuch Aaj Ye Waqt Ka Takaza Hai
Mere Dil Me Dard Abhi Taaza Hai

Gir Padte Hai Ashq Mere Kagaz Par
Kalam Me Sayahi Kam Aur Aansoo Jyada Hai.

Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya


Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya

Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya

Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya

Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte
Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya

Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya.

HuM To Mitti Hai Mitti Mein Mil Jayenge

HuM To Mitti Hai Mitti Mein Mil Jayenge
Ruswa Honge Wo Jo Bewafa Kehlayenge

HuM To Roz Kabar Khodte Hai Dilke Khwabon Ki
Ye Maut Ke Farishte HaMein Kya Darayenge

Phir Taiyar Kar Lo Apni Andhiyon Ko TuM
Bahar Mein HuM Aashiyana Phir Banayenge

TuMne To Dikha Di Hai Farebon Ki Inteha
Mohabbat Ki Inteha TuMhe HuM Dikhayenge

Bichha Do Meri Raah Mein Kaante Bhi Chahe TuM
HuM TuMse Milne Nange Paanv Chalke Aayenge

Dhal Jayegi Jab TuMhare Husn Ki Ye ShaaM
HaMare Paas Aana Seene Se Lagayenge.

Dil Ke Sagar Mein Lehre Uthaya Na Karo

Dil Ke Sagar Mein Lehre Uthaya Na Karo 
Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo

Bahot Chot Lagti Hai Mere Dil Ko 
Tum Khwabo Mein Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo.

Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein

Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein
Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein

ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai
iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein.

Baaki Kuch Nhi Ab Zamaane Me

Baaki Kuch Nhi Ab Zamaane Me
Zindagi Guzar Rahi H Tujhe Bhulane Me

Ab Kyu Yaad Aate Ho Itna Door Jane Ke Baad
Shayad Tu Khush Hy Mujhe Yun Rulane Me.

Muskura tou sub dete hain magar kisi ka hamare liye bahaya gaya

Muskura tou sub dete hain magar kisi ka hamare liye bahaya gaya 
aik ansoo is dunya ki sari muskurahaton se zayada qeemti hota hai.

Aksar Insan azad ho kar bhi azad nahin reh pata

Aksar Insan azad ho kar bhi azad nahin reh pata
 kabhi Kismat rok leti hai kabhi koi Majboori qaid kar leti hai
 kabhi insan khud apni zanjeer ban jata hai 
aur kabhi Yaadein insan ko qaidi bana deti hain.
 Insan ki jagah agar us ki khuch yaadein qaid hotien tou
 insan kitna azad hota ya phir khuch youn hota ke yaadein
 muthi se nikalti hoi rait ki tarah hotien tou phir main khud yaadon ko
 zehan mein bharta aur woh khud mere zehan se nikal jatien.

Koi nazron se ojhal ho kar bhi sari zindagi nazron main rehta hai

Koi nazron se ojhal ho kar bhi sari zindagi nazron main rehta hai 
aur koi nazron ke samne ho kar bhi nazron se ojhal hi rehta hai."

Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha

Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha
Chehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi Tha

Kese Us Ko Bewafa Keh Doon Yaro
Aaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha.

Mohabat Bhi Bheek Hai Shayad Bari Mushkil Se Milti Hai

Mohabat Bhi Bheek Hai Shayad
Bari Mushkil Se Milti Hai.

Ye Cigrette Shauq Hai Meri Aadat Nahin

Ye Cigrette Shauq Hai Meri Aadat Nahin
Ye Jazbaat Jagati Hai Tabhi Peeta Hun

Aadhi Raat Jo Main Yunhi Nahin Jaagta
Kisi Ki Yaad Satati Hai Tabhi Peeta Hun

Mujhay Shauq Nahin Aur Jeenay Ka
Ye Umar Ghatati Hai Tabhi Peeta Hun.

Bs uski ek jhalak paalu phr mout b aajaye to koi gham nhi


Bs uski ek jhalak paalu
phr mout b aajaye to koi gham nhi.

Aya tha Aik Shakhs Mere Gham Ko Bant-nay Rukhsat Hua To Apnay B Gham De Gaya Mujhe

Aya tha Aik Shakhs Mere Gham Ko Bant-nay
Rukhsat Hua To Apnay B Gham De Gaya Mujhe

Tum aao to hum bhi EID karen

Tum aao to hum bhi EID karen
Hasrat hai tumhari deed karen

Kuch der to dil ko chain mily
Kuch roz to mann k phool khilen

Kehty hain k EID ki aamad hai
Hum log bhi kuch taaeed karen

Tum se ik ye guzarish hai
Ye apny dil ki khwahish hai

Ik bar milo
Ik bar milo

Hr bar ye hi taakeed karen
Maana k hum deewany hain

Sab baaton se anjany hain
Jab apny bhi begany hain

Kiya ghairon se ummeed krain
Tum aao to hum bhi Eid karen
Tum aao to hum bhi Eid karen.

Da soorat na da cha gham na maloomegi

Da soorat na da cha gham na maloomegi
Zra ye gora che pa zra ye sa teregi

Kamal na de pa ghamoono ke che khandam
Dair guloona da azgho myanz ke tokegi

Kam insan che da har cha makhke khanda kai
Poha ta sha che pa pata der jaregi

Ma RAHMAN la ye yadoona wazifa da
Da ashna meena ba hum da cha na heregi.

Sittar wayal che kha sittar yam kho fankar me nishta


       Ghani Khan!!!!
Sittar wayal che kha sittar yam kho fankar me nishta
Fankaar wayal che kha fankaar yam kho sittar me nishta

Za khapl watan ta pa jarra shum ma wail khwar wale ye
Watan wayal che za khwar na yam kho gham khwar me nishta

ma da zalmi na tapus oku ye bekaara wale
Zalmi wayal da kaar sarray yam kho kaar me nishta

zama da sawal bara k peghle dase rakro jawab
har sa kawaly sham watan la kho ekhtyar me nishta

ma lewani na tapos oku ta ba rogh she kala
hagha wayal ka da nizam v nu itbaar me nishta.

Naaz Ba Pa Cha Kawom Da Naaz Dunya Me Wrana Shwala

Naaz Ba Pa Cha Kawom Da Naaz Dunya Me Wrana Shwala
Za Hum Be Yara Shom Agha Hum Bejanana Shwala

Che Me Da Jwand Taqaza Hum Rata Hairana Gori 
Wekhta Me Spin Sho Gora Mena Me Razwana Shwala

Zama Pa Maat Zra Aw Pa Sawee Jwand Ye Kabar Kawo
Che Zra Ye Maat Sho No Da Meene Qadardana Shwala

Dasey Hawa Pa De Narray Bande Ralwate Da Che
Muhabbat Gran Sho Zindagi Paky Arzana Shwala

Da Armanono Cham Ke Sta Da Yao Nazar Pa Badal
Sa Me Yaran Shwal Aw Da Cha Rasara Rwana Shwala

Za Da Aghe Dapara Kufar Ta Tayar Oma Kho
"ATALa" Agha Zama Dapara Musalmana Shwala.

Parhar parhar yam nor Daghoona rala ma rakawa

Parhar parhar yam nor Daghoona rala ma rakawa
Yaara bas rasha tareekhuna rala ma rakawa

Aghyara wale pukhtano bande zulmoona kawe 
Pa hr sahar taza Laashuna rala ma rakawa

Sta da yaduno ba tr kame za paalana kawam
Bia mrhaavi kegi nor Guluna rala ma rakawa

Da janan mrho stargo ta gorama nasha yama za
Saqi bekhwanda sharabuna rala ma rakawa

Che la warha we drta yad di taa ba daase wayal
Mor me Qaaregi Ameeluna rala ma rakawa

Pa hr ghazal ke warta jarhama salgay wahama
da gham na dak da ketabuna rala ma rakawa.

De Halato ta chi Goram Bal Yaw Baab Shoro Kawo


De Halato ta chi Goram Bal Yaw Baab Shoro Kawo
Daa Janan Janan ba Pregdo Inqilab Shoro Kawo

Na ba Hara Wraz Nahr U Na ba Haera Wraz Qatligo
Paimana da Sabar Awri Os Jawab Shoro Kawo

Taata Jori Masale di Waro Waro Qiso Ki
Nori Khpali Tapay Wayo Khpal Rabab Shoro Kawo

Nor ba na Tarro Niyatona Mong da Noro pa Niyatono
Khpal Kaltoor Khpala Hujra aw khpal Mehrab Shoro Kawo

Tola Pukhto ba Warta Wayo Tola Pukhto ba Warta Khaayo
Razai bia Yaw Moty Kego Khpal Kitab Shoro Kawo.

Che De Nasha Da Khpal Gharor Aw Da Zargge Mata Kra

Che De Nasha Da Khpal Gharor Aw Da Zargge Mata Kra
Ashna Pa Dera Muda Pas De Khamoshe Mata Kra

Ma Da Janan Da Num Na Hum Pakha Toba Kare Da
Nan Me Bia Oledo No Bia Me Sam Dasti Mata Kra

Da Cha Dedan La Domra Lare Bar Godar Ta Raze
Lewany Hase Khpala Mlaa Pa Drun Mange Mata Kra

Mala Izhar Da Muhabat Hado Pakar Hum Na Wo
Ma Da Gulono Daka Sanga Pa Sparle Mata Kra

GOUHARA Sta Ghazal Ye Nan Pa Tol Mehfal Ke Owe
Da Bal Cha Na Kho Da Aghyar Khula Ye dasti Mata kra.

"Da" Las Che Me Zakhmi De Tapos Ma Kra Che Da Wale

"Da" Las Che Me Zakhmi De Tapos Ma Kra Che Da Wale
Da Azgho Pa Cham Ke Za Hum Pa Yo "Gul" Bandi Mayen yam.

Da Cha Pa Yaad Ke Me Aksar Hpala Naama Hera She

Da Cha Pa Yaad Ke Me Aksar Hpala Naama Hera She
Owaya Sa Ranga Zama Na Ba Hagha Hera She

Za Kho Ye Har Wahti Yadom Da KaLimi Pashanti
Mara Nu Sang Ba Musalman Na Kalima Hera She

Stargi Me Otara Pa Shart Ba Di Kosi Ta DarRazam
Yaqen Me Na Di Ko Pa Marg Me Sta Kusa Hera She

La Daghi Yari Pa SpinMakho Ettibar Na Kaom
Sa Muda Pas Trena Aksar Kari Waada Khera She

Koshish Kaoma Che Stargi Ao Labaan Heer Km
Grana Dah Grana Ko Saqi Na Mekhana Hera She

Atala Za Che Ye Pa Khoob Ke Hom Tawaf Kawoma
Pa Vekha Sanga Ba Zama Hagha Kaaba Hera Shee.

Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry,

Dera Stomana Wa Hagha Pa Jwandana Jareda
Da Had Na Ziyata Me Wallah Pa Beltana Jareda

Khuday Khabr Chaa Wrta Zma Qisa Rayada Krala
Da Gulo Lakhta Che Makham Pa Tanara Jareda

Che Khpala Saa Ye Zama Saa Pori Tarale Wa No
Malgaro Sanga Ba Hagha Maa Pase Na Jareda

Da Chaa Da Mine Baar Ye Nor Pa Ugo Na Sho Wralay
Yawa Bewasa Me Lida Pa Khpal Kala Jareda

"ATALA" Somra Khush Qismata Yama Daa Ogora
Za Ye Ghokhtama Da Allah Na Pa Manza Jareda.

Naast ym dh jwnd pa lara ta ta intezar kawuma, Israr Atal Poetry,

ISRAR ATAL POETRY
Naast ym dh jwnd pa lara ta ta intezar kawuma
Janana khpalo parharuno la singar kawuma

Laga pa ro kawa khanda che dh nazara nashe
Ghalat mi na krre za dh khpalo salgo shmar kawuma

Mata ye stargo ke tasveer mi dh janan zaligi
Zaka kho dumra khushaamad za dh rebaar kawuma

Balaa muda mi dh zarrgi pa kor ke paate wa kho
Nan ba Qisa dh muhabat wrta pa jaar kawuma

Za dh janan pa har sitam zaka khamosha yama
"ATALA" khpal kor mi wranigi ka azaar kawuma.

Eid Ka Din Gale Aj To Mil Lay Zalim, Eid Poetry, Eid Ghazal, Eid Sms, Heart Touching Eid Poetry, Best Eid Poetry, Latest Eid Poetry,

Eid Ka Din Gale Aj To Mil Lay Zalim
Zakhm-e Dunya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai

Ishq Is Tarah Ke Gustakh Taqazy Na Kare
Husn Mazdor Bi, Majboor Bi, Magroor Bi Hai

Ghroor-e Husn Ke Sadqe Mohabat Yun Nahi Karte
Bhari Mehfil Mai Zahir Dil Ki Wehshat Yun Nahi Karte

Ye Mana Tum Haseen Aur Tumhain Haq Hai Shirart Ka
Kisi K Jan Pe Ban Jaye Shirart Yun Nahi Karte

Jise Tum Husn Kehte Ho Wo Kaaba Hai Nigahon Ka
Adab Lazam Hai Kaabe Ki Zayart Yun Nahi Karte

Kuch Apne Husn Ki Kheerat De Do Ham Faqeron Ko
Kisi Sayal Ko Apne Dar Se Ruksat Yun Nahi Karte

Haya Aur Shram Ko Ham Husn Ka Zeewar Samjhte Hain
Ye Zeewar Lut Ke Reh Jaye Sikhawat Yun Nahi Karte

Tumhari Ik Nazar Pe Faisla Hai Zindagi Ka
Maseeha Ho Ke Bemaron Se Ghaflat Yun Nahi Karte

Maseeha Aur Tum In Kufr Ki Baaton Se Baaz Aao
Khuda Ko Chor Kar But Ki Ibadat Yun Nahi Karte

Aap Ne Jo Kaha Wohi Thek Sahi
Mera Kehna Bi Kuch Bura Tu Nahi

K Eid Ka Din Hai Gale Aj Tu Mil Lay Zalim
Rasm-e Dunya B Hai Moqa B Hai Dastoor B Hai.

Eid Mubarak, Eid Mubarak Poetry, Eid Poetry, Eid Sms,

Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak
Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak
Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya
Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak.

Eid Poetry, Eid Heart Touching Poetry, Eid Beautiful Poetry, Best Eid Poetry, Eid Poetry for Lovers,


Eid ke din bhi tanha hoon
Main phir bhi jee rah hoon

Teri Eid khushion bhri ho
Rab se karta yeh dua hoon

Ashkon ka sagar jo pee gya
Main aik aisa daya hoon

Muje iss baat ka ghum hai
Eid ke din tum se juda hoon

Tum se gila hai na shikayat
Apne muqadar se khfa hoon.

Eid Poetry, Eid Latest Poetry, Eid Images Poetry, Eid Poetry 2014,


Usy Kehna K Loat Aoo Suna Hai Eid Aai Hai
Aik Bar To Aa K Mill Jao Suna Hai Eid Aai Hai

Usy Khna Bin Tery Boht Eiden Guzari Han
Is Bar To Milny ajao Suna Hai Eid Aai Hai

Usy Khna Judai Sy Muhabbat Kam Nahe Hoti
Ye Donia Ko Batla Jao Suna Hai Eid Aai Hai

Usy Khna K chaHat Ka BhaRam Na Totny Daina
Tum Pal Do Pal He ajao Suna Hai Eid Aai Hai

Usy Kehna Tanha Hai Koi Eid K din B.
Ye Tanhai Mitta Jao Suna Hai Eid Aai Hai.

Mohsin Naqvi Poetry, Heart Touching Poetry, Nazar Ki Qaid Main,

Ik bar aur daikh kar azad kar de mujhay MOHSIN
K main aaj bhi teri pehli nazar ki qaid main hon

Mushkil hay zindagi jeena

Kis Qadar Mushkil Hai Yeh Zindagi Ka Safar
Khuda Ne Marna Haram Kiya Logon Ne Jena

Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,

Ye tumhara weham hay k tumhain bhol jaienge dost
Wo tere shehar ka pani hay jis main hussan hay wafa nahi.

Urdu Best Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry,

Mujh ko, Mujh main jaga nahi milti
Tu hay moujod es qadar mujh main

Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,

Chalti hay Dil k Shehar main yunhi hukomatein
Bus Jo bhi us ne keh diya dastoor hogaya.

Wafa, Ishq, Anwan e Guftugoo, Urdu Heart Touching Poetry, Best Urdu Poetry,

Chalo rakhte hay WAFA anwan e guftugoo
Phir dekthay hain mehfil main rehta kon hay.

Eid Poetry, Bakra Eid Funny Poetry, Bakra Eid Latest Poetry,

Kaash es Eid par main tera bakra hota

Punjabi Poetry, Bulleh Shah Poetry, Punjabi Poetry By Bulleh Shah,

Punjabi Poetry, Bulleh Shah Poetry, 
Punjabi Poetry By Bulleh Shah, Heart Touching Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry,

Punjabi Poetry

Punjabi Heart Touching Poetry, Punjabi Sms, 
Sad Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry, Punjabi Sms, Sad Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry, Punjabi Sms, 
Sad Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Images Poetry, Punjabi Pictures Poetry, Punjabi New Poetry, Heart Touching Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Images Poetry, Punjabi Pictures Poetry,
Punjabi New Poetry, Heart Touching Punjabi Poetry,

Punjabi Pictures Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry, Punjabi Images Poetry,
Sad Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Images Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Images Poetry,

Punjabi Ghazal, Punjabi Beautiful Ghazal, Heart Touching Punjabi Ghazal,

Kundiyan,

Punjabi Poetry, Punjabi Sms, Punjabi Sms Poetry, Heart Touching Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Sms, Punjabi Sms Poetry, 
Heart Touching Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry,

Heart Touching Punjabi Poetry, Sad Punjabi Poetry, Punjabi Poetry,

Heart Touching Punjabi Poetry, Sad Punjabi Poetry, Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry, Heart Touching Punjabi Poetry, Beautiful Punjabi Poetry, Punjabi Poetry,

Punjabi Heart Touching Poetry, Heart Touching Punjabi Poetry, 
Beautiful Punjabi Poetry, Punjabi Poetry,

Punjabi Poetry, Punjabi Ghazal, Punjabi Ghazal Poetry, Heart Touching Punjabi Ghazal,

Punjabi Poetry, Punjabi Ghazal, Punjabi Ghazal Poetry, 
Heart Touching Punjabi Ghazal,
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...