Urdu Ghazal, Heart Touching Ghazal, Urdu Poetry, Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry, Romantic Images Poetry,


Mein Nay Daikha Tha Un DInoo Mein Ussay
Jab Woh Khiltay Gulab Jaisa THa
Uss KI Palkoon Say Neened Chanti THi
Uss Ka lahja Saraab Jaisa Tha
Uss KI Zulfon Say Bheegti Thi Ghata
Us Ka Rukh Mahtab Jaisa Tha
Loog Partay Thay Khad-o-Khaal Uss Kay
Woh Adab KI Kitaab Jaisa Tha
Bolta Tha Zubaan Kushboo KI
Log Suntay Thay Dharkanoo Mein Ussay
Mein Nay Daikha THa Un dinoo MEin Ussay
Saree Ankhain Thee AAinay Uss Kay
Saray Cahroon Min Intekhab tha Woh
Wab say ghul mil k ajnabi rahna
Ek darya numa sarab tha woh
Kawab Yeh H Woh Haqqeqat tha
Yeh Haqeeqat Hi Koi Khwab Tha Woh
Dil Ki Dharti Pay Asman Ki Tarah
Soorat Saaya-o- Sahab Tha Woh
Apni neenadyaan Us KI nazar Hooeyn
Mein Nay Paya THa Raatjagoon Mein Ussay
Mein Na Daikha Tha Un Dinoo Mein Usay
Jub Woh Hans Hans K bat Karta Tha
Dil k Khaimay Mein Raat Karta Tha
Rung Partay Thay Anchaloon Mein Ussay
Mein Nay Daikha Ha Un dinoo Mein Ussaay
Yeh Magar Dair Ki Kahani HI
Yeh Magar Door Ka Fasana HI
Iss K meray Millap Mein Hayaal
Ab Tu sadyoon Bhara Zamana Hi
Ab Yoon Hi K Hal Apna Bhi
Dashtay Hijran Ki Sham Jaisa hi

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...