Kabhi December Ki Sard Raton Main

Kabhi December Ki Sard Raton Main

Wafa Ko Meri
Jafa Ko Aoni
Kabhi Jo Lekhna 
Tu Qissa e Tamam Lekhna...

Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Sad Poetry,

Mermann de wakhlam gharebai pa mung de sa ona kral
Bacho da Mor gheg prekhe na we mazdorai aonese.

Pashto Poetry Collection, Heart Touching Poetry, Pashto Poetry,

Che Las Ye Darkro No Sta Yaar Kho Na Sho
Pa Lara Ter Shwalo Esaar Kho Na Sho

Taa Ba Che Dumra Pre Nazuna Kawal
Nan De Pa Sakhta Ke Pa Kar Kho Na Sho

Tash Rata Khandi Pa Khula Hes Na Wayi
Dagha Da Meeny Sa Iqrar Kho Na Sho

Che Me Yaw Gul Hm Pa Naseeb Ke Na Wo
Zma Da Para Sa Bahar Kho Na Sho

Che Yaar De Nan Peka Peka Dy
HAMZA Warpasy Sta Da Zrra Azaar Kho Na Sho.





Daa Ghali Ghali Sta Kaata Me Zrra Na kala Ozi
Che Sawi Sawi Asweli Me Da Gogala Ozi

Janan Me Za Pa Intizar Intizar Strray Krrama
Che Warta Naast Yam Nu Hagha Aksar Pa Bala Ozi

Nor Warta Owaya Zarrgia Ka Sharmegi Zama
Pa kor De Keni Be Faidey Bahar Ta Sa La Ozi?

Waima Janana Taa Ba Nor Da Khudaya Na Ghwarrama
Kho Pa Dua Ke Sta Naama Da Khuley Na Khpala Ozi

Che Pa "Khatir" Baandey Da Toro Khawro Salay Jorr She
Daa Badmashi Ba Sta Da Sakht Zarrgi Na Hala Ozi.




Sok da golonu pa palang oda shi
Sok pa sehra laka malang oda shi

Da cha pora shi armanoona da zrra
sok da zarrgi pa weeno raang oda shi

Sok we khushala da de khpal naseeba
Sok da taqdeer sara pa jang oda shi.





Da Husan Pa Bazar Me Khpale Stargy Kharsawaly
Pakhpala Shuma Yara Kharedar Da Cha Da Stargo.




Sta da kose na pa salgo larrama
Deer armani pa asweelo larrama

Darta me swaal da yaow dedan karre wo
Laka malang sta da kosi larrama

Ma sta da meeni khwaga o na ledo
Za armaani pa de qisso larrama

Zama qismat ki khushali nishta de
Zaka khu nan pa jarredo larrama.




Che da yaar husan ye jor kralo rehmana
Za rehman hagha Rehman ta fikar yoram.

Kabhi Aansuu Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bunker


Kabhi Aansuu Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bunker
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Bunker

Chaand Nikla He Teri Ankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Bunker

Meri Jaagi Hoe Raaton Ko Usi Ki He Talash
So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Supna Bunker

Dil Kay Kaghaz Par Uturta He Tu Sheron Ki Tarah
Mere Honton Pe Muchulta He Tu Nughma Bunker

Raat Bhi aaye To Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak
Rooh Main Phail Giya Hai Woh Ujala Bunker

Mera Kiya Haal Hai Ye Aa Ke Kubhi dekh To Lay
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Vadah Bunker

Dhoop Main Kho Gya Woh Haath Chhura Kar
Ghur Se Jo Saath Chala Tha Mera Saya Banker.

Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha, latest Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Poetry,


Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha
Ishq Tha Jo Kabhi Izhaar Tak Nahi Pohncha

Yun Tu Guftagoon Bohut Huwe Unse Phir Bhi
Silsila Kabhi Yeh Pyaar Tak Nahi Pohncha

Jaane Kaise Ho Gaya Waakif Tamaam Shehar
Daastan-e-Ishq Yun Tu Kabhi Akhbaar Tak Nahi Pohncha

Shartein Ek Dusare Ki Manzoor Thi Yun Tu
Par Masauda Hamara Kabhi Qaraar Tak Nahi Pohncha

Gahrayi Dosti Main Naapta Bhi Kaise
Rishta Hamara Kabhi Taqraar Tak Nahi Pohncha

Ana’a Meri Mujhe Izazat Nahi Deti
Faqat Isliye Zaidi Darbar Tak Nahi Pohncha.

Tareef karoon agar main tumhari


Tareef karoon agar main tumhari
Sochta hun andaaz-e-bayaan kya hoga
Ghazalen sunaoon auron ki kalam se
Par unme aakhir naya kya hoga!

Tohfa doon agar main tumhe
Nakaafi gul-e-gulaab hoga
Firr sochta hun jaan a ruh doon tumhe
Bhala isse nayaab aur kya hoga!

Samet loon agar tumhe ek lafz me
Chhota jaan-e-wafa hoga
Kamzori nahi ho tum meri
Par iss taakat ka naam naya hoga!

Dekhoon agar main tumhari nazron me
Ajab saa haal mera hoga
May ki zaroorat nahi aainda
Usme tumsa nasha hi kya hoga!

Chhoo loon agar main tumhe
Bada kaanpta sa haath mera hoga
Kaanch ki bani si tum
Toot gayin to mera kya hoga.

Main Apne Daaman Mein Chhupa Loon Tujhko


Main Apne Daaman Mein Chhupa Loon Tujhko
Dil Chaahta Hai Apna Bana Loon Tujhko

Mar Ke Bhi Na Tootey Yeh Rishta Hamaara
Iss Tarah Se Apni Rooh Mein Samo Loon Tujhko

Tere Pyaar Ne Mujhe Har Cheez Se Ghaafil Kar Diya
Ab Dil Karta Kai Tujhse Chura Loon Tujhko

Tere Baghair Ab Jee Nahi.n Sakta Main
Mere Paas Baith Yeh Samjha Loon Tujhko.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...