Ta me jwandon ta me janan ye ashna, Pashto Heart Touching Poetry,


Ta me jwandon ta me janan ye ashna
Ta me sparlay ta me khazan ye ashna
Kala da soch kawam che sabar ba sham
Kala sabregam pa ma gran ye ashna
Ta ta zama da zarrge sa pata da
Ta me da zrrah yaow loy arman ye ashna
Dumra khaista ye ta zama nazar ki
Gul khu yaow gul v Gulistan ye ashna.

Dard ki siyahi se lika mera naseeb tha, Urdu Poetry,


Dard ki siyahi se lika mera naseeb tha
Bujh gayi meri mohabbat kyon k main bad naseeb tha
phal bhar ko hum sambhal na paaye thay
Guzra hi hum par hadsa ajeeb tha
Tamam umer zindagi samajh kar jisay chaha tha
Woh aakhri safar main bhi na mere qareeb tha
Khushiyan bant'tha raha main sabse zindagi ki
Ab ghum k andheron main na koi shareek tha
Dil, Dunya, Dewta sab pathar k hain
Suna hay hamne kheta aik faqeer tha

Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha

Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha
Khuda Jane Hurf-e-Dua Likh Raha Tha
Likhe The Jisne Wafa Ke Maane Aadhure
Woh Shakhs Pyar Ki Inteha Likh Raha Tha
Zara Uski Aankh Se Aanso Na Nikle
Woh Shakhs Jab Zindagi Ko Saza Likh Raha Tha
Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi
Woh Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha.

Kaho to Lott jatey hen Abi to Bat Lamho'n tak hai

Kaho to Lott jatey hen Abi to Bat Lamho'n tak hai
Saddio'n tak nhi Ayi Abi Muskan ki Nobat bhe
Honto'n tak nhi Ayi Abi tak koi Majbori,
Kheyaalo'n tak nhi Ayi Abi to Gard Pairo'n tak hai
Baalo'n tak nhi Ayi  Kaho to Laot jatey hen
Tumara sath gar mil jaye To Zamaney se Olajhana
Bat he kya hai Agr tum chor do mujh ko
meri Aokaat he kya hai Meray Barey me na socho
Tum apni Bat batlaao Kaho to chaltey rehtey hen
Kaho to Laot jatey hen.

Kitnay aish uraaty hongy, kitnay itraty hongy

Kitnay aish uraaty hongy, kitnay itraty hongy
Jaany wo kaisy Log hongy jo us ko bhaaty hongy
Us ki yad ki bad e saba mei aur to kya hota hogaa
Yunhi mere baal hai bikhary aur bikhar jaty hongy
Yaaro kch to baat bataao us ki qayamat bahoon ki
Wo jo simatay hongy un me wo to mar jaty hongy.

Mere firaaq ke lamhe shumaar karte howe

Mere firaaq ke lamhe shumaar karte howe
Bikhar gaye hain Mera intezar karte howe
Main ny kaha samandar hain mari ankhon mein
Woh inn mein doob gaya aitebaar karte howe.

Laho tak aankh se aab bh liya hay

Laho tak aankh se aab bh liya hay
Bhoht tha jabar lakin seh liya hay
Aazab hijar, aab wapis palat ja
Nami aankhon se jati he nahi
Sitam es dil ne itna seh liya hay
Ye dil koi tekana chahta hay
Bhoht din raston main reh liya hay
Tujhay kehna tha jo ihwal dil ka
dar o dewaar se he keh liya hay.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...