Tu Abhi Rahguzar Mein Hai Qaid-e-maqaam Se Guzar
Misr O Hijaz Se Guzar Paaras O Shaam Se Guzar
Jis Kaa Amal Hai Be-garaz Us Ki Jazaa Kuch Aur Hai
Huur O Khiyaam Se Guzar Baada-o-jaam Se Guzar
Garche Hai Dil-kushaa Bahut Husn-e-farang Ki Bahaar
Taa’eak-e-buland-baal Daana-o-daam Se Guzar
Koh-shigaaf Teri Zarb Tujh Se Kushaad-e-sharq-o-garb
Tegh-e-hilal Ki Tarah Aish-e-niyaam Se Guzar
Tera Imam Be-huzur Teri Namaaz Be-surur
Aisi Namaz Se Guzar Aise Imaam Se Guzar.

Allama Iqbal, Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry,
Urdu Heart Touching Poetry, Allama Iqbal Poetry,
No comments:
Post a Comment