Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs
Tamam rang meray aur saray khuwab meray
Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs
Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon
Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs
Mohabbaton nay kisi ki bhula rakha tha issey
Milley woh zakhm k phir yaad aa gaya aik shakhs
Khula yeh raaz k aina khana hai duniya
Aur is main mujhey tamasha bana gaya aik shakhs.

Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry,
Sadest Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry,
No comments:
Post a Comment